Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Rotee aankhon mein teri yaad liye jaati hoon

Posted on: March 23, 2013


“Nargis” (1946), an obscure movie by now, had Nargis, Shahnawaz, Alka Achrekar, Pratima Devi , Rehman, David, Amirbai Karnataki, Bhagwan, Tabassum etc in it.

One song from this movie has been discussed in the past. Here is another song from this movie. This song is sung by Amirbai Karnataki. Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Husnlal Bhagatram.

Only the audio of this song is available and so it is difficult to say how and on whom this song is available. One clue is that the song was picturised on an actress whose character was called Shanti in the movie. Moreover it appears that Amirbai Karnataki herself appeared in the cast and so this song may well have been picturised on herself. I request our knowledgeable readers to throw more light on this matter.

Here is this nice obscure melancholic song from “Nargis” (1946).


Song-Rotee aankhon mein teri yaad liye jaati hoon(Nargis)(1946) Amirbai Karnataki, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Husnlal Bhagatram

Lyrics

Rotee aankhon mein teri yaad liye jaati hoon
rotee aankhon mein teri yaad liye jaati hoon
yaad rakhna
dil e barbaad liye jaati hoon
yaad rakhna
dil e barbaad liye jaati hoon

jaati hoon tooti huyi aas ko behlaati huyi
jaati hoon tooti huyi aas ko behlaati huyi
ik nishaani liye jaati hoon teri jaati huyi
ik nishaani liye jaati hoon teri jaati huyi
rotee aankhon mein teri yaad liye jaati hoon
yaad rakhna
dil e barbaad liye jaati hoon

o mere sahaare ae ae ae
o mere sahaare
ye agar ho mere bas mein
pal bhar mein badal daaloon zamaane ki ye rasmen
pal bhar mein badal daaloon zamaane ki ye rasmen
aakaash se khuda ko zameen par utaar kar
aakaash se khuda ko zameen par utaar kar
daaman pakad ke us’se kahoon ye pukaar kar
daaman pakad ke us’se kahoon ye pukaar kar
is haath se ye behte huye aansoo ponchh de
is haath se ye behte huye aansoo ponchh de
is haath se zamaane ke seene ko cheer de

lekin is waqt mere gham ke siwa koi nahin
lekin is waqt mere gham ke siwa koi nahin
dukhi insaan ka duniya mein khuda koi nahin
dukhi insaan ka duniya mein khuda koi nahin
dil mein gham
honthon pe fariyaad liye jaati hoon
dil mein gham
honthon pe fariyaad liye jaati hoon
rotee aankhon mein teri yaad liye jaati hoon

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18304

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,469,664 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory