Hans tu hardam khushiyaan ya gham
Posted September 26, 2012
on:Today (26 september) is the 89th birth anniversary of Dev Anand (26 september 1923- 3 december 2011). On this occasion, here is a song from “Lootmaar” (1980). In fact this song has two versions. The first version is sung mainly by Kishore Kumar, with voices of Varsha Bhonsle and Shivangi Kolhapure also figuring. This version is lip synced by Dev Anand, Tina Munim and a kid playing Dev Anand’s son. I request our knowledgeable readers to help identify this kid.
PS-Now I have read at wikipedia that this kid was Tina Munim’s real brother called Manan.
The second version of this song is sung by Lata and others. This version is picturised on several kids, including Dev Anand’s kid and others who have been held captive at gun point by baddies like Amjad Khan, Ranjeet, Shakti Kapoor etc.
Amit Khanna is the lyricist. Music is composed by Rajesh Roshan.
Lyrics of this song were sent to me by Khyati Bhatt.
Audio – Kishore Kumar version
Video – Kishore Kumar version
Audio – Lata version
Song-Hans tu hardam (Lootmaar)(1980) Singers-Kishore Kumar /Lata, Varsha Bhonsle, Shivangi Kolhapure, All together,Lyrics-Amit Khanna, MD-Rajesh Roshan
Lyrics(Provided by Khyati Bhatt)
—————————-
Kishore Kumar version
—————————-
hey ae ae
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
jo kamzor hain khud wohi
haath uthhaaya karte hain
jo darpok hain khud wohi
aankh dikhaaya karte hain
daadagiri se kabhi
ghabraaya na karo
are hans tu hardam
khushiyaan ya gham
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
teri ye himmat hi kismat
jo bigdi baat banaayegi
shaan se tu ye kadam uthha
manzil khud mil jaayegi
maara maari mein khud ko
uljhaaya na karo
arre hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
lootmaar se kya milta
khoon kharaaba hota hai
jaisi karni waisi bharni
yahin faisla hota hai
dushman ki lalkaar se tum
dar jaaya na karo
are hans tu hardam
khushiyaan ya gham
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
——————————
Lata version
——————————
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
aa aa aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa aa
aa aa aa
ye kaisa darna hai
hanskar usse maar bhaagaayenge
bhagwan ne jinhe jalaaya hai
wo deep nahin bujh paayenge
himmat waalon se kabhi takraaya na karo
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
aa aa aa aa
aa aa aa aa
aa aa aa aa
jisko khuda ka khauf nahin
insaan nahin shaitaan hai wo
jannat ussi ko milti hai
insaaf ke liye qurbaan ho jo
maasoom ko tum kabhi uksaaya na karo
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
kisi se darna nahin
dar dar ke jeena nahin
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
hans tu hardam
khushiyaan ya gham
hans tu hardam
5 Responses to "Hans tu hardam khushiyaan ya gham"
I read on wiki that kid in KK version is none other than Tina Munim’s younger brother, Manan. Looking at his and her age, don’t know if this info is trust worthy.
LikeLike
1 | Prakashchandra
September 26, 2012 at 10:53 pm
In Lata`s version Naaz lip syncs for 2 lines,others in the picturisation
Nirupa Roy,Sujit Kumar,Sharat Saxena,
Gulshan Arora,Gautam Sareen(baddies)
Manmauji,Birbal, Jankidas,Amolsen,Raj Kishore,
Baby Khushboo,Mehmood,Dr.Sree Ram Lagoo
LikeLike