Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Julmi saanwariyaa ne hans ke maara

Posted on: May 23, 2012


“Faisla” (1965) was a B grade movie with A grade music. Come to think of it, the story line of the movie was A grade too.

The movie was a Jugal Production movie. It was produced and directed by Jugal Kishore who also acted in the movie.

The movie had Sheikh Mukhtaar, Jugal Kishore, L Vijaylaxmi, Helen, Sulochana Chatterjee, Jagdeep, Jeevan, Niranjan Sharma etc in it.

Here is a wonderful dance song from this music. The song is sung by Lata. It is picturised on L Vijaylaxmi, with Jugal Kishore also visible in the picturisation.

Asad Bhopali is the lyricist. Music is composed by Usha Khanna.

Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.


Song-Zulmi saanwariya ne hanske maara (Faisla)(1965) Singer-Lata, Lyrics-Asad Bhopali, MD-Usha Khanna

Lyrics(Provided by Prakashchandra)

julmi sanwariyaa ne
hanske maaraa
teer nigaahon kaa
kaske maaraa
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye meraa dil
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye haaye haaye dil
julmi sanwariyaa ne
hanske maaraa
teer nigaahon kaa
kaske maaraa
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye meraa dil

kal shaam panghat pe
chhod gayeen sakhiyaan
chhod gayeen sakhiyaan
kal shaam panghat pe
chhod gayeen sakhiyaan
itne mein bairi se
chaar huyeen ankhiyaan
itne mein bairi se
chaar huyeen ankhiyaan
ghabraake bhaagi to
chhalke gagriyaa
gaagar samhaali to
dhalke chhunariyaa
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye meraa dil
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye haaye haaye dil
julmi sanwariyaa ne
hanske maaraa
teer nigaahon kaa
kaske maaraa
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye meraa dil

natkhat ne rokaa mujhe
raahon mein aake
raahon mein aake
natkhat ne rokaa mujhe
raahon mein aake
phir bolaa
kahaan chali
mukhdaa chhupaake
phir bolaa
kahaan chali
mukhdaa chhupaake
sunn gori kabse hoon
teraa deewaanaa
par aaj mushkil hai
nazrein bachaanaa
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye meraa dil
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye haaye haaye dil
julmi sanwariyaa ne
hanske maaraa
teer nigaahon kaa
kaske maaraa
main to kehti hi reh gayee
haaye haaye haaye meraa dil

1 Response to "Julmi saanwariyaa ne hans ke maara"

audio

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18304

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,470,381 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory