Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Ye nazar taakti hai nishaanaa

Posted on: October 5, 2011


“Pyaar Ki Baaten” (1951) was a Nargis production movie which was directed by Akhtar Hussain. This movie had Trilok Kapoor and Nargis in lead roles.

Not much was known to me about this moviem, but now, thanks to the details provided by Mr Arunkumar Deshmukh, our in house encyclopaedia of Hindi movies, we have a good knowledge about this movie.

There were 2 Music directors, 2 cinematographers, 2 Choreographers, 5 Lyricists, 3 Story writers, 3 Dialogue writers and 3 Screenplay writers in this movie. Here is a song from this movie which is sung by Shamshad Begam. Behzad Lucknowi is the lyricist and music is composed by Bulo C Rani.

Only the audio of this song is available and I have no idea how and on whom this song is picturised. I request our knowledgeable readers to tell us more about the picturisation of this song.

Audio

Video

Song-Ye nazar taakti hai nishaanaa (Pyaar Ki Baaten) (1951) Singer-Shamshad Begam, Lyrics-Behzad Lucknowi, MD-Bulo C Rani

Lyrics

ye nazar taakti hai nishaanaa
koi bhooley se ghaayal na ho
ye nazar taakti hai nishaanaa
koi bhooley se ghaayal na ho
isase bachhkar rahey ye zamaanaa
koi nazron se ghaayal na ho
isase bachhkar rahey ye zamaanaa
koi nazron se ghaayal na ho

nazar nahin hai
ye hai mastiyon ka paimaanaa
nazar nahin hai
ye hai mastiyon ka paimaanaa
isi ke milne se hota hai koi deewaanaa
isi ke milne se hota hai koi deewaanaa
isi nazar se hai har zindagi ka afsaanaa
isi nazar se hai har zindagi ka afsaanaa
yahi nazar to banaati hai sabse begaana
yahi nazar to banaati hai sabse begaana
wo kisi ko ?? apne bachanaa
is nazar ke muqaabil na ho
wo kisi ko ?? apne bachanaa
is nazar ke muqaabil na ho
ye nazar taakti hai nishaanaa
koi bhooley se ghaayal na ho

yehi nazar to wo aalam tabaah karti hai
yehi nazar to wo aalam tabaah karti hai
yahi nazar to har ik dil mein raah karti hai
yahi nazar to har ik dil mein raah karti hai
yahi nazar to mitaane ki chaah karti hai
yahi nazar to mitaane ki chaah karti hai
ye waar karti hai aur bepanaah karti hai
ye waar karti hai aur bepanaah karti hai
is nazar se nahin kuchh chhipaanaa
koi apna hi qaatil na ho
is nazar se nahin kuchh chhipaanaa
koi apna hi qaatil na ho
ye nazar taakti hai nishaanaa
koi bhooley se ghaayal na ho

1 Response to "Ye nazar taakti hai nishaanaa"

The song was picturised on KUCKOO.

There is another nice song, picturised on Nargis, हुये है मजबूर हो के अपनोंसे दूर , is not yet included in the blog.

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18303

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,467,574 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory