Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Duniyaa ek kahaani re bhaiyya duniyaa ek kahaani

Posted on: July 26, 2010


In Bollywood movies,”Mela” (Fair) plays a very important role in the progress of the story. Family members go to a “Mela” and enjoy themselves and then they get separated, only to meet at the last reel of the movie.

“Afsaanaa” (1951) was one of the first Hindi movies to adopt this formula. The formula was quite a success and it continued to get repeated for the next three decades.

Here is a song from “Afsaanaa” (1951). This shows three kids-two brothers and a girl going to a mela with an elder. The elder advises the three kids to go enjoy themselves while cautioning them to take care not to get separated in the crowd. Famous last words, of course.:D

The kids visit various stalls in the mela and amuse themselves. And a song commences. Here is this lovely “mela” song. This song is sung by Rafi. I have no idea about the actor who lip syncs this song on screen. Can anyone identify him ?

The lyrics are simply outstanding and one must appreciate Saraswati Kumar “Deepak”, the lyricist of this song. And Husnlal Bhagatram could be relied upon to come up with wonderful music.

I listened to this song for the first time only a few hours ago, and I was highly impressed.

Here is this lovely song from “Afsaanaa” (1951).

Video (Both part)

Song-Duniya ek kahaani re bhaiyya (Afsaana) (1951) Singer-Rafi, Lyrics-Saraswati Kumar Deepak, MD-Husnlal Bhagatram

Lyrics

duniyaa ek kahaani re bhaiyaa
duniyaa ek kahaani
duniyaa ek kahaani re bhaiyaa
duniyaa ek kahaani
toone kah di maine kah di
duniyaa ek kahaani
is duniyaa ke mele mein
koyi raajaa hai koyi raani
duniyaa ek kahaani re bhaiyaa
duniyaa ek kahaani

is mele mein haar jeet hai
aur mele kaa mel
is mele mein udan khatole
haathi ghode rail
kahin hindole kahin tamaashe
tarah tarah ke khel
is mele mein paanaa khonaa
jeewan bahtaa paani
re bhaiyaa duniyaa ek kahaani
re bhaiyaa duniyaa ek kahaani
duniyaa ek kahaani re bhaiyaa
duniyaa ek kahaani

hariyal le lo
pariyal le lo
le lo chandaa taaraa
aao chunnu
aao munnu
aao chunnu
aao munnu
le lo nayaa gubbaaraa
muniyaa raani
muniyaa raani hamen bataa do
kyaa hai naam tumhaaraa
kas kar dor pakadnaa bitiyaa
mat karnaa naadaani
is dhaage mein bandhi rahegi
teri preet puraani
re bhaiyaa duniyaa ek kahaani
re bhaiyaa duniyaa ek kahaani
duniyaa ek kahaani re bhaiyaa
duniyaa ek kahaani

aaj yahaan kal kahaan hamen
le jaayegi taqdeer
kaun kahe kiski aankhon mein
kab bhar aaye neer
ek baar jo khinchi preet ki
mitati nahin lakeer
ek baar jo khinchi preet ki
mitati nahin lakeer
bhool na jaanaa bhatak na jaanaa
maayaa aani jaani
re bhaiyaa duniyaa ek kahaani
re bhaiyaa duniyaa ek kahaani
duniyaa ek kahaani re bhaiyaa
duniyaa ek kahaani

2 Responses to "Duniyaa ek kahaani re bhaiyya duniyaa ek kahaani"

Video link of the second version of the song :

Like

This is the complete song link :

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18305

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,471,691 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,005 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory